Kisi din jab milayngay wo, tou saaray gham batayayngay,
Becharay dil per jo guzree , hamaray ham batayayngay!
Jo bheegay iss giraybaan ka, sabab poochayngay wo hamsay,
Chipa sabsay jo rakhee hay wo chashm e nam batayayngay!
Gar poochaynge wo hamsay shab e hijraann ka aalam,
Phatee chaadar utha zulfaon kay apnay kham batayayngay!
Jo milteen theen nazrayn talkh, hamayn bayhiss zamaanay say
Jo har lamhaa he nikla thaa hamaara dam batayayngay!
Gar likhnay ko ham baythayn buhat kam hayn qalam kaagaz,
Ki gham likhdaalayn hum jitna bhi phir bhi kam batayayngay!

No comments:
Post a Comment